BEST HINDI LOVE SHAYARI’S FOR YOU……..


Bhari mehfil main tanha rehna acha lagta hai
 Terey barey main sochtey rehna acha lagta hai .
 Kabhi phulon main ,kabhi kaliyon main
 Tujh ko hi dhundtey rehna acha lagta hai
 Meree zindagi ki khushiyan tumhee say hain wabasta
 Rab say sirf tumhein hi mangna acha lagta hai
 Hamarey darmiyan hai sadiyon ka fasla
 Kuch is tarhan guftugu karna acha lagta hai
 Tumhrey baghir zindagi ka koi tasavur nahi hai
 Kuch is tarhan tumhari tamanna karna achha lagta hai
 Tum hi ko chaha,tum hi ko chahtey hain  Tumhi ko chahtey rehna acha lagta hai..

Chale gaye ho dur kuch pal ke liye,
 Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye,
 Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye,
 Jab dil me ho aap harpal ke liye……

dil gumsum ………zubaan khamosh………..
 yeh aankhein nam kyu hai………………??? ??
 jab tujhe kabhi paya hi na tha…………
 to aaj tujhe khone ka ghum kyu hai……………….?? ????????/

Jaanta hoon bewafaa hai woh
 Phir bhi dil k haathon fareb khaata hun.
 Roz kehti hun k bhool jaunga unko
 Roz isi baat ko bhool jataa hun.

Naa Tujhay Chor Saktay Hain,Teray Ho Bhi Nahi Saktay
 Yea kaise Be-Basii Hay Aaj Hum Roo Bhi Nahi Saktay
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* ~
Yea Kaisa Dard Hay Pal Pal Humay Tarpayee Rakhta Hay
 Tumhare Yad Aate Hay To Phir Soo Bhi Nahi Saktay
 ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* ~
Chupa Saktay Hain Aur Naa Hum Dekha Saktay Hain Logoo Ko
 Kuch Aisay Daagh Hain Dil Per Jo Hum Dhoo Bhi Nahi Saktay
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* ~
Kaha Tha Chor Dengay Yea Nagar Phir Ruk Gaye Laikin
 Tumhay Paa To Nahi Saktay Magar Khoo Bhi Nahi Saktay
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* ~
Humara Aikh Hona Bhi Mumkin Nahi Raha Aab To
 Jeeayen Kaise Kay Tum Say Door Aab Ho Bhi Nahi Saktay..!!

Tu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gam nahi,
 Par teri ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi.

Tum ko dekha to yea khayal aaya…
 zindagi dhoop tum ghana saaya…

Aankho ke liye roshni jaroori hai,
 Pyar ke liye dosti jaroori hai,
 Hum to aap ko kabhi yaad nahi karte,
 Kyoon ki……
 Yaad karne ke liye bhoolna jaroori hai

Teri palkon per khuwab rakh gaya koi ,
 Teri sanson per naam likh gaya koi ,
 Chalo vaada karo bhoologe na hume ,
 Agar hum se acchaa mil gaya koi !

Apni Zindagi Main Mujhe Qareeb Samjhna
 Koi Gham Aye To Shamil Samjhna
 Day Dayn gay Muskurahat Ansoon K Badle
 Mager Hazaroon Doston Main Thora Aziz Samajhna

~*~Pooch Lo Tum Bhi Iss Zamaane Se,
 Pyaar Chhupta Nahin Chhupane Se

 Pyar Dil Mein Hai To Laao Zabaan Pe,
 Aag Badhti Hai Ye Bujhane Se.

 Tumhein Na Paana Shayad Behtar Hai,
 Paa Ke Phir Se Tumhein Ganwane Se.

 Chalo Ek Dua To Apni Poori Huyi,
 Mil Liye Tum Apne is Deewane Se.

 Karo Koshish Ki hum tumhare Rahein,
 Dooriyan Badh Jaati Hain Badhane Se.

 Kya Sunayein Kisi Ko Raaz-e-Dil,
 Dard Bhi Badhta Hai Sunane Se.~*~

~*~Chaha hai maine bohat shiddat se tum ko
 Main tumhain bohat shiddat se yaad aaonga

 Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sako ge
 Ban ke Dil ki kasak raat bhar jagaoonga

 Ab ke baras sawan Dil main aag lagaye ga
 Bhigo gi tum jab bhi baarish main main yaad aaonga

 Her shair her nazam main nazar aayengi meri baatein
 Parhoge jab bhi koi shairi main yaad aaonga~*~

Dete hai kyu wo dard bas hami ko?
 kya samjhenge wo in aankho ki nami ko?
 lakho diwane ho jis chand ke
 kya wo mehsus karega ek tare ki kami ko??

Nakaam si koshish kiya karte hain,
 Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
 Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
 Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain …

unki yaad me sab kuch bhulaye baithe hai,
 chirag khushiyo ke bhujhaye baithe hai,
 hum to marenge unki banhoo me
 ye shart maut se lagaye baithe hai

(punjabi)Dukh v bathere pareshaniya v bahot ne,
 jindgi vich labh te haaniya v bahot ne,
 ki hoya je ohna ne koi jakhm de ditta,
 ohna diya sade te mehrbaniya v bahot ne.

Dur Humse Jaa Paoge Kaise,
 Humko Bhool Paoge Kaise.
Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye,
 Khud Apni Saanson Ko Rok Paoge Kaise..

kissi ke dil me basna bura to nahi…
kissi ko dil me basaana khata to nahi…
gunaah hai ye zamaane ki nazar me to kya hua…?
zamaane waale bhi insaan hain… KHUDA to nahi.

dil ko samjha paate nahi…
aansu magar ruk paate nahi…
dil ka haal hum kahain bhi to kaise….
 koi hai… jiske bin hum jee paate nahi.

HUM YAADON KI EK AISI FALAK CHOR JAAYENGE…
JO SABKO DIKHAAYI DE… WO JHALAK CHOR JAAYENGE…
GULSHAN JALAANE WALON… MITAAO HAMAARA WAJOOD…
HAR KHAAK KE ZARRE PAR APNI MEHAK CHOR JAAYENGE.

~*~Din guzarte hain kahan raat kahan hoti hai
 dard k maaron se yeh baat kahan hoti hai
ek se chehre tow hote hein is duniya main
 ek si sorat-e-haalaat kahan hoti hai
 zindagi k kissi mor pe woh mille gaye
 mil tow jaate hain mulakaat kahan hoti hai
aasmano se koi boond nahi barse gi
 jalte sehraao main barsaat kahan hoti hai
yoon tow auron ki bohat baatein sunaai unn ko
 apni jo baat hai woh baat kahan hoti hai
 jaisi agaaz-e-mohabbat main hua karti thi
 waisi phir shidat-e-jazbaat kahan hoti hai
 pyar ki aag bana deti hai kundan jin ko
 un k zehno main bhala zaat kahan hoti hai~*~

Har sham se tera izhaar kiya karte hai,
 Har khwab me tera didar kiya karte hai,
 Diwane hi to hai hum tere,
 Jo har waqt tere milne ka intzaar kiya karte hai…….”

Teri chahat me zamana bhulaye baithe hai,
 Tujhe paane ki aas lagaye baiyhe hai,
 Chahe tu hume kuch bhi na maane
 par
 Hum to tujhe KHUDA banaye baithe hai…..

Aaj bhee uski nazaro me raaz wahi tha,
 Chehra wahi tha, chehre ka libaas wahi tha,
 Kaise usko bewafa keh du yaaro,
 Aaj bhi uske dekhne ka andaz wahi tha…..

Samet lo in huste hue nazuk palo ko,
 Na jaane ye lamhe KaL HO NA HO,
 Ho bhee ye lamhe to kya maalum,
 Shaamil aapke un palo me HUM HO NA HO…..

Aapse mil ke hum kuch badal se gaye,
 Sher padne lage gungunaane lage,
 Pehle mashhor thi apni sanjidgi,
 Ab to jub dekhiye muskurane lage…..

Jhuki nazaro se ikraar mat kerna,
 Nazare uthaker inkaar mat kerna,
 Raat bhar tadapte ho kisee ki yaado me,
 Aur humse kehte ho kisee se PYAR mat kerna…..

Har sham se tera izhaar kiya karte hai,
 Har khwab me tera didar kiya karte hai,
 Diwane hi to hai hum tere,
 Jo har waqt tere milne ka intzaar kiya karte hai…….”

 Kehte hain k ISHQ main neend ur jaati hai
 Koi humse bhi ishq kare
 Khambhaqat neend bahut aati hai

 Kaash dil ki awaz ka itna asar ho jaaye
 Hum unhe yaad karen
 Aur unhe khabar ho jaaye

 Talaash karo koi tumhe mil jayega
 Magar humari tarah tumhe kaun chahega
 Zaroor koyi chahat ki nazar se tumhe dekhega
 Magar hamara dil kahan se layega.

Aansuo mein raatbhar rona pada ,
 Tere milan se to haath dhona pada ,
 Tera milna tha khwaab mera ;
 Khwaab laane ke liye sona pada…

Kehti hai ki WO MERA KHAYAL kiya KARTI HAI
 JHOOT BOLTI HAI MAGAR KAMAL kiya KARTI HAI

HUM CHAHAIN AAP KO
 AAP CHAHAIN KISI AUR KO
 AAP JISAY CHAHAIN KHUDHA KARAY
 WO CHAHAIN KISI AUR KO

Is dil ka ik arman hai
ik chand me hmari jaan hai.
Jise dur se dekhna to mumkin hai
Par milna kahan aasan hai.
Kyon ki hum to ik zameen hain
arr Vo ik aasman hai……

Duriyon ki na parwah kiya kijye
 Dil jab bhi pukare bula liya kijye
 Hum dur ziada nahin aaap se
 Bus apni aankhon ko palkon se mila liya kijye

Naa sawaal ban ke mila karo,
 Naa jawaab ban ke mila karo,
 Meri zindagi mera khwaab hai,
 Mujhe khwaab ban ke mila karo.

Jinki aankhe aansuon se nam nahi ,
 Kya samjhte ho unhe koi gam nahi ,
 Tum tadap kar ro diye toh kya ,
 Gam chupa kar bhi hasne wale kam nahi !

Woh mil jate hain kahani bankar ,
 Dil main bas jate hain nishani bankar ,
 jinhe hum rakhte hain apni aankon main ,
 Kyon nikal jate hain woh pani bankar ,

Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
 Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
 Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
 Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai…

Aapne-aapne andaaz hote hain,
 Jaagti ankhon mein bhi khwaab hote hain,
 Zaroori nahin gum mein ansoo nikle,
 Muskurati aankhon min bhi sailab hote hain…

Khyalon ko kisi ki aas rahti hai ,
 Nigahon ko teri talash rahti hai ,
 Tere bina koi kami nahi hai ,lekin ,
Tere bagair tabiyat udas rahti hai !

87 thoughts on “BEST HINDI LOVE SHAYARI’S FOR YOU……..

  1. Ishq se mehroom hai jo khuda se door hai
    Mehroom rehna chahe na koi, chahat se majboor hai
    `-`-`-`-`-`-`-`-`-`

    ISHQ TO IK RAAH HAI

    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena

    Ispe to chalte rehna hai
    Kahin kisi ko thaam na lena
    ————————————–
    Jo pehle se hi chal raha ho is dagar pe
    Chupke se uske saath ho lena
    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena
    —————————————-
    Is raah mein ‘kahin-kahin’ gulshan bhi milenge
    Baki sab jagah to registaan hai sanam
    Kahin ise khushiyon ki
    Baghiya hina samajh lena
    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena
    ——————————————-
    Bahut lambi hai yeh doori
    Bad aakhri saans tak chalegi
    Isi liye, galti se bhi galat
    Humsafar na chun lena
    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena
    —————————————-
    Is raah mein bahut saathi mil jayenge
    Waqt ke saath shayd who bhi choot jayenge
    Bas karma ik khayal
    Kisis khoobsurat saathi pe
    Yeh dil na kurbaan kar dena
    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena
    —————————————–
    Jab kabhi lage ki
    Ab aur nahin chal sakte
    Ban ke saya jo tumhaare saath chaal hai
    Us khuda ko zara dekh lena
    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena
    —————————————–
    Aur jo kabhie raste mein mil jayein
    Puraana saathi
    Nazrein na churana
    Bas zara sa muskura dena
    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena
    ——————————————–
    Chalte-chalte jab
    Saansein tham jayengi
    Yeh raah aur bhi asaan ho jayegi

    “Saanso pe ho jayegi khatam YEH DAGAR
    Aisa samajhne ki galti na kar
    “DENA”
    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena

    Bahut lambi hai yeh doorie
    Baad aakhri saans tak chalegi
    Ise do jimson ki doorie na samajh lena

    Ishq to raah hai,
    Ae Musafir
    Ise manzil na samajh lena

      1. Meri Mohabbat Ki Badi Chhoti Kahani Hai,
        Dil Toota Hua Aur Aankho Se Behta Paani Hai,
        Kuch Bikhre Armaan Aur Beechada Saathi,
        Dekh Mera Haal, Yaar Ka Aankhon Mein Aata Paani Hai,
        Kabhi Samjhane Aaya Mera Yaar “Ke Bhool Ja Mujhe”,
        Laut Gaya Mayoos Jab Pucha, “Yeh Ashq Kiski Nishani Hai”,
        Log Kehte Hain Majnoo Tha Deewana Aur Laila Deewani Hai,
        Puchta Hu Khuda Se Kyon Ishq Banaya, Kya Aashiqo Se Koi Dushmani Purani Hai…?

      2. kisi ke payare me ne padana bahut pahctaoge koi nahi kisi ka aaj ke jamane me
        pyare to ek dhoka hai is karke ke dhokha na kha

  2. HUM DOOR JAA RAHE HAIN

    Hum door ja rahe hain
    Khamoshiyon ke nishan
    Chehre ko chupa rahe hain
    Is pal mein tanhayion ki
    Wajah bata rahe hain
    Yeh soone nain pyaar ki
    boonde barsa rahe hain
    Shayad Hum Dor Jaa rahe hain

    —————————————————————

    Phoolon se jaise yeh bhavrey
    Jaise mehak chura rahe hain
    Chaand ko jaise yeh badal
    Chupa rahe hain
    Andhere hazaron jaise
    Roshni ko mita rahe hain
    Shayad Hum Dor Jaa rahe hain
    —————————————————————-
    Khwaabo ki dunya kyun
    Humko sata rahi hai
    Yaadon ki dastak kyun
    Humko bula rahai hai
    Tanhayian kyun itani
    Kareeb aa gayi hain
    Shayad Hum Dor Jaa rahe hain
    —————————————————————
    Thaam lo humein
    Waapis bula lo
    Rok lo humein
    Na yun jaane do
    Rishton ke dhaage mein
    Kaske baandh lo
    Dooriyan yeh badhne se pehle
    Yeh faasle mita do
    Bas keh do ik baar ki “NAHIN”

    HUM DOOR JAA RAHE HAIN………..

  3. Husna da kar na garur balliye,
    mitran da dil kohinoor balliye,
    pattna de tarooyan nu kare tichran,
    dina vich ho gayi mashoor balliye,
    eh din charkhe te tand paun de,
    saambh lai jawani wala poor balliye,
    pyar naal bhaave sadi jaan mang lai,
    maan tera rakhange jarur balliye….

    1. bhul se hui bhul ko bhul samjhakar bhul jana .bhulana sirf bhul ko bhul se hamko bhi na bhul jana
      pankaj singh from kalaiya ,nepal

  4. MEHANDI RANG LAATI HAI SUKH JAANE KE BAAD….
    AAAP KO HAMARI YAAD AATI HAI DUR JAANE KE BAAD …

  5. Duniya jise neend kehti hai jane wo kya cheez hoti hai hum aankh to band karte hai magar wo apse milne ki tarqeeb hoti hai

  6. Na jine ki khwahish Na Marne ka gum jeete hai is aas par ki kabhi aap humare kehlaye aur marte nahin isliye ki aap tanha na reh jaye

  7. The smallest word is “I” .
    The sweetest word is “LOVE”.
    The dearest person in the world is “YOU”
    That’s why I LOVE YOU…

  8. Hum mushkurakar bhula rhe the, koi tha jise chupa rhe the, mehfil m the par tanha the, wo aap hi to the jo pal-pal yaad aa rhe the..

  9. Dil Ka Ameer Mukadar K Ghareeb Tha,
    Mil K Bicharna Mera Naseeb Tha
    Chah Kar bhi Kuch Na Kar Sake Hum,
    Ghar Bhi Jalta Raha Aur Samander Bhi Khareeb Tha…

  10. Mahobbat ka diya jala kar to dekho
    jara sapno ki dunia saja kar to dekho
    tumhe ho na jaye mahobbat humse to kehna
    jara hum se najar mila kar to dekho

  11. ewajah kisiko sataya nahi karte
    hadh se bhi zyada kisiko tarpaya nahi karte
    jin ki saans chalti ho aapke sms se
    unhe apne sms ke liye rulaya nahi karte

  12. aarzoo h ki usse mila de koi,
    mere khawavon ko haqiqat bana de koi;
    uski duri hi udasi ka sabb h,
    kash is duri ko mita de koi….

  13. Do you know do feeling of 1 side love? I know that mujeh nend ka shauk nahi, Ab rat mai jagna acha lagta hai, Mujeh maloom hai ki tum mari kismat mai nh ho, Mager khuda se tumhe magna acha lagta hai, Jane mujeh hak hai ya nahi par tumhari parvah, Karna mujeh acha lagta hai, Tumsey pyar karna sahi tha ya nahi par is ehsas may jena acha lagta hai, Kabhi ham sath hoge ya nahi, Par yeh khawb dekhna acha lagta hai, Tum meri nahi ho, Par tumhe apna khana acha lagta hai, Dil ko behla rahu hu bhut pyar se psr manta nahi shayad is liye mera dil tumhrae liye dhadkna acha lagta hai.BUT I AM LOVE

  14. Khush raho,her khushi hai tumhare liye
    Ye hum nahi,kehte hai ‘Duniya Wale’.
    Dua to dete hai khush rehne ki humein
    Magar khush kahan rehne dete hai humein ye ‘Duniya Wale’.
    Khushi jo dhoondne nikalte hai kahi hum
    To aawara kehkar humein pukarte hai ye ‘Duniya Wale’.
    Jo ghar me rahe gum se choor hum
    To laakh ilzaam hum per lagate hai ye ‘Duniya Wale’.
    Magar ye he Afsaana-e-gum jab kisi mehfil me sunate hai
    To zor-zor se taali bajate hai ye ‘Duniya Wale’.
    Magar kuch saath bhi nibhaate hai ‘Duniya Wale’
    Khushnaseeb hai wo, jo paa jaate hai aise ‘Duniya Wale’!

  15. Uski mohabbat ne Itna mazboot kiya mujko,,,,,,,,,,,,,,
    ********
    ********
    *********
    *********
    ************AE DOSTO*****

    ke faqat uski yaado ke siwa ab koi mujehe tod na sakega,,,,,,,,,,,

    kumarvinit kaithal……………

  16. Zindagi to apne hi qadmo me chalti hai faraz.owrown k sahare to janaze uta karte hai.kon deta hai umar bhar ka saat yaha me,log janazo me b khandhe badal liya karte hai.

  17. Kuch Dosh nhi rehta
    Kuch hosh nhi rehta
    INSAAN ko mohabbat mein hosh nhi rehta
    INSAAN INSAAN nhi hota!!!!!!

  18. hum to chale the anjane rahon per…, na jane kahan thi meri manjil.., jab tu gujri hawa k jhokon se wahi se kho gaya mera dil,… nice shayari have been detectet here i li ke most.

  19. jindagi me itna ae khusi. k koi na de sake ghum kisi hum hamesha yahi chaein k. let always i love to my sweet manasi.

  20. really so touchy shayaris…….. love these all shayaris…
    & missing my love so much aftr reading these shayaris……..

    1. HI PAYAL I HAVE MANY MORE …WRITTEN BY MYSELF…IF U HAVE INTRESTED IN GREAT SHAYRI U CAN CONTECT ME AT AVADHESH DUTT GOUR FB ID PAR YA MERE NO.PAR 09414436908

  21. Jhuki nazaro se ikraar mat kerna,
    Nazare uthaker inkaar mat kerna,
    Raat bhar tadapte ho kisee ki yaado me,
    Aur humse kehte ho kisee se PYAR mat kerna

  22. Aapne-aapne andaaz hote hain,
    Jaagti ankhon mein bhi khwaab hote hain,
    Zaroori nahin gum mein ansoo nikle,
    Muskurati aankhon min bhi sailab hote hain…

  23. Kasam tumko mere sar ki
    mere pahlu se na sarko
    agar sarko tuo u sarko
    kalam kar do mere sar ko
    peda rehne do kadmo mein
    na uthne do mere sar ko
    maza jeene ka tab aaye
    na hum sarke na tum sarko……….

    Tarun The Royal jaat 9769028092

  24. garmi-e-hasrat-e-nakam se jal jate hain.
    hum charago ki tarha shaam se jal jate hain.
    jab b ata hai tera naam mere naam k sath.
    jane khyu log mere naam se jal jate hain..S..

  25. DHAVAL :
    Meri Mohabbat Ki Badi Chhoti Kahani Hai,
    Dil Toota Hua Aur Aankho Se Behta Paani Hai,
    Kuch Bikhre Armaan Aur Beechada Saathi,
    Dekh Mera Haal, Yaar Ka Aankhon Mein Aata Paani Hai,
    Kabhi Samjhane Aaya Mera Yaar “Ke Bhool Ja Mujhe”,
    Laut Gaya Mayoos Jab Pucha, “Yeh Ashq Kiski Nishani Hai”,
    Log Kehte Hain Majnoo Tha Deewana Aur Laila Deewani Hai,
    Puchta Hu Khuda Se Kyon Ishq Banaya, Kya Aashiqo Se Koi Dushmani Purani Hai…?

  26. chale gaye ho dur kuch pa ke liye ,dur rahkar bhi karib ho har pal ke liye, kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye, jab dil main rahte ho aap har pal ke liye,,,,,,,, jaanu

  27. Wo roye to bahut magar hamse muh mod k roye

    Koi majboori hogi jo dil tod k roye

    Mere samne kar diye meri tasvir k tukde hajar

    Aur pata chala bad me vo unhe jod k roye

  28. Hamesha yad ati hai unki..
    Aur mood ho jata hai kharab..
    Tab Hamesha lekar baithe hai hum…..
    ek hath me Kalam aur ek hath me sharab…

  29. Kuch log peete hain gam bhoolane ko……
    kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko….
    par ai dost ye kya………
    hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain…..

  30. i love u neha: neha sirf tumhare liye.
    Meri tanhai ka mujhe koi gila nahi, Kya hua jab mujhe tum mila nahi,
    Fir v dua karenge aapke waste,
    Aapko woh sab mile jo mujhe mila nahi.
    Nayan Banerjee from jamtara
    Mob no: 9955368621,8116033139

  31. Kisi Na Kisi Pe Kisi Ko Aetbaar Ho Jata Hai;

    Ajnabi Koi Shaks Yaar Ho Jata Hai;

    Khubiyon Se Nahi Hoti Mohabbat Sadaa;

    Khamiyon Se Bhi Aksar Pyaar Ho Jata Hai!

  32. GuZar Jayegi Zindagi
    “Us” Ke “Baghair” Bhi……

    Woh” “Hasrat-E-Zindagi”
    Hai “Shart-E-Zindagi” To
    Nahi..!!!

    –saleem–

  33. Ab Tum Ko Bhool Jane ki Koshish Kareinge Hum…..

    Tum Se Bhi Ho Sake To Na Aana Khyaal Mein….

  34. UmaR beeT gyi ek baat smjhne mein……
    Ho jye jinse MohaBBat woh LoG kadr kyun nahi karte???
    ❤ ❤

  35. Ek nafrat hi hai jise Duniya Lamho mein Jaan leti hai………..
    Warna
    chahat ka pata lagne mein to zamane beet jaatein hain…………..

Leave a reply to saroj singh Cancel reply