Ek din chida bola–: mujhe chood
kr kabhi tum ud to nahi jaogi.
Chidiya–: ud jaun to tum pakad
lena.
…Chida–: main tume pakad skta hu pr fir pa nahi skta.
Chidiya ki ankho mai ansu a gae,
usne apne pank tod liye or boli
ab hum hamesha sath rahenge.
….
Ek din jor se tufan aya chida udne laga. Tabhi chidiya boli tum
ud jao main nahi ud skti.
Chida–: apna khayal rakhna,
kehkar ud gya.
Jab tufan thama aur chida vapis
aya to usne dekha chidiya mar chuki thi or ek dal pe likha tha……
“Kash vo ek bar kehta ki mai
tumhe chod kar nahi ud skta to
shd mai tufan ane se pehle nai
marti”,,See More
I like this story
Huuuummmmm Gud Story